Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.



 
HomePortalSearchLatest imagesRegisterLog in

 

 ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~

Go down 
+19
FIVE FOUR FIVE - 545
sahil_kinara
Salar
Laila
Hasham
rose pari
Noor-ul-Ain
saThiyA
farwa
AMAN
lasani
Lamhe
kAsh....
muskurahat
muskaan
Afsana
waqar hussain
Bheege-Yaadein
wafa
23 posters
Go to page : Previous  1, 2, 3, 4, 5, 6, 7, 8, 9, 10  Next
AuthorMessage
Hasham

Hasham


Number of posts : 1335
Location : Kuwait
Registration date : 2008-01-02

~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Empty
PostSubject: Re: ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~   ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Icon_minitimeFri Feb 29, 2008 2:46 am

Chahoo jo meri khataoon ki saza do mujh ko
Per khata kya hai zara itna bata do mujh ko

Mainey chaha tha tumhein aisey tu aakhir kyun kar
In wafaoon ke siley aisi wafa do mujh ko

Bhoolna tum ko hamarey liye namumkin hai
Jo ho sakey toh sanam tum hi bhula do mujh ko

Ab agar soch hi lia hai jo qata ka “saair”
Mein mar hi jaaon koi aisi saza do mujh ko
Back to top Go down
Hasham

Hasham


Number of posts : 1335
Location : Kuwait
Registration date : 2008-01-02

~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Empty
PostSubject: Re: ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~   ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Icon_minitimeFri Feb 29, 2008 2:47 am

Us Kii Batien Bahaar Ki Baatien hAin
Waadi e LalaZaar Ki Baatien

gUl O Shabnam Ka Zikr Kar Na Abhe
mUjh Ko Karni hAi Pyar kii Baatien

Shaikh Jee Mehkada hAi Ka'aba Nahe
Yhaan To hOngi Khumaar Ki Baatien

Ishq Ka Karwaan Chala Bhe Nahe
Aur Abhe Sey ghUbaar Ki Baatien

Yeh Qafs Aur Tera Khyaal e HaSeen
Is Pey Har SOo Bahaar Ki Baatien
Back to top Go down
Hasham

Hasham


Number of posts : 1335
Location : Kuwait
Registration date : 2008-01-02

~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Empty
PostSubject: Re: ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~   ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Icon_minitimeSun Mar 02, 2008 7:03 am

Meine Us Ko Salaam Likh Bheja
Haal-e-Dil Tamaam Likh Bheja

Mein Ne Pocha Tere Hont Kaise Hain.
Us Ne Ek Lafz Jaam Likh Bheja

Mein Ne Pocha Tere Baal Kaise Hain.
Us Ne Qudrat Ka Inaam Likh Bheja.

Mein Ne Pocha Kab Hogi Mulaqaat.
Us Ne Qayamat Ki Sham Likh Bheja.

Mein Ne Pocha Itna Tadhpati Kyon Ho.
Us Ne Jawani Ka Intiqaam Likh Bheja

Mein Ne Pocha Tere Khad-o-Khaal Kaise Hain.
Us Ne Husn e Tamaam Likh Bheja.

Mein Ne Pocha Tujhe nafrat Kisse Hai.
Us Ne Faqat MERA Hi Naam Likh Bheja
Back to top Go down
Salar

Salar


Number of posts : 64
Registration date : 2008-03-02

~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Empty
PostSubject: Re: ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~   ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Icon_minitimeSun Mar 02, 2008 9:51 pm

Kya Baat hai Hasham
Gud going :good:
Back to top Go down
Salar

Salar


Number of posts : 64
Registration date : 2008-03-02

~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Empty
PostSubject: Re: ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~   ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Icon_minitimeSun Mar 02, 2008 9:56 pm

Mere be-rabt khayalat main kya rakha hai
Main to pagal hoon meri zaat main kya rakha hai

Baandh Rakha hai teri yaad ne maazi se mujhe
Warna guzre hue lamhat main kya rakha hai

Tu na mil paee to aur khuda se kya mangoon
Tu alag ho to meri zaat main kya Rakha hai???????????????????
Back to top Go down
Hasham

Hasham


Number of posts : 1335
Location : Kuwait
Registration date : 2008-01-02

~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Empty
PostSubject: Re: ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~   ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Icon_minitimeSun Mar 02, 2008 9:59 pm

^^Nice addition TFS keep it up man
Back to top Go down
Hasham

Hasham


Number of posts : 1335
Location : Kuwait
Registration date : 2008-01-02

~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Empty
PostSubject: Re: ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~   ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Icon_minitimeSun Mar 02, 2008 10:01 pm

Jab kisi se
muhabat ka silsila hi nahi
to phir yeh
hijer ki thakan kasi
seeny main
ne naam si chuban kasi
ankhon main
umeed ki kiran kasi
Dil main
milan ki lagan kasi
Back to top Go down
waqar hussain
Admin
Admin
waqar hussain


Number of posts : 9251
Registration date : 2007-11-24

~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Empty
PostSubject: Re: ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~   ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Icon_minitimeThu Mar 06, 2008 9:16 am

Baat Din Ki Nahi Ab Raat Se Dar Lagta Hai
Ghar Hai Kacha Mera Barsaat Se Dar Lagta Hai


Tere Tohfay Ne To Bas Khoon Ke Aansoo Hi Diye
Zindagi Ab Teri Saugaat Se Dar Lagta Hai


Pyaar Ko Chor Ker Tum Aur Koi Baat Karo
Ab Mujhay Pyaar Ki Har Baat Se Dar Lagta Hai


Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein
Iss Liye Uss Ki Mulaqaat Se Dar Lagta Hai


Baat Din Ki Nahi Ab Raat Se Dar Lagta Hai
Ghar Hai Kacha Mera Barsaat Se Dar Lagta Hai
Back to top Go down
Hasham

Hasham


Number of posts : 1335
Location : Kuwait
Registration date : 2008-01-02

~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Empty
PostSubject: Re: ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~   ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Icon_minitimeThu Mar 06, 2008 8:28 pm

nice addition waqar bhai
Back to top Go down
Hasham

Hasham


Number of posts : 1335
Location : Kuwait
Registration date : 2008-01-02

~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Empty
PostSubject: Re: ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~   ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Icon_minitimeThu Mar 06, 2008 8:31 pm


اب کے ہم بچھڑے تو شايد کبھي خوابوں ميں مليں
جس طرح سوکھے ہوئے پھول کتابوں ميں مليں

ڈھونڈ اجڑے ہوئے لوگوں ميں "وفا" کے موتي
يہ خزانے تجھے ممکن ہے خرابوں ميں مليں

غم دنيا بھي غم يار ميں شامل کر لو
نشہ برپا ہے شرابيں جو شرابوں ميں مليں

تو خدا ہے نہ ميرا عشق فرشتوں جيسا
دونوں انساں ہيں تو کيوں اتنے حجابوں ميں مليں

آج ہم دار پہ کھينچے گئے جن باتوں پر
کيا عجب کل وہ زمانے کو نصابوں ميں مليں

اب نہ وہ ميں ہوں نہ تو ہے نہ وہ ماضي ہے فراز
جيسے دو سائے تمنا کے سرابوں ميں مليں
Back to top Go down
Hasham

Hasham


Number of posts : 1335
Location : Kuwait
Registration date : 2008-01-02

~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Empty
PostSubject: Re: ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~   ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Icon_minitimeThu Mar 06, 2008 8:34 pm


يہ عالم شوق کا ديکھا نہ جائے
وہ بت ہے يا خدا، ديکھا نہ جائے
يہ کن نظروں سے تو نے آج ديکھا
کہ تيرا ديکھنا، ديکھا نہ جائے

ہميشہ کيلئے مجھ سے بچھڑ جا
يہ منظر بارہا ديکھا نہ جائے
غلط ہے سنا پر آزما کر
تجھے اے بے"وفا" ديکھا نہ جائے

يہ محرومي نہيں پاس "وفا" ہے
کوئي تيرے سوا ديکھا نہ جائے
يہي تو آشنا بنتے ہيں آخر
کوئي نا آشنا ديکھا نہ جائے

فراز اپنے سوا ہے کون تيرا
تجھے تجھ سے جدا ديکھا نہ جائے

Back to top Go down
Hasham

Hasham


Number of posts : 1335
Location : Kuwait
Registration date : 2008-01-02

~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Empty
PostSubject: Re: ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~   ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Icon_minitimeThu Mar 06, 2008 8:37 pm

Vohi Gardishein, vohi Paich-O-Khum. Terey Baad Bhi
Vohi Hoslay Marey Dum Ba-Dam Teray Baad Bhi
Tarey Saath Thi Teri Her Jafa Mujhey Moht-Ber
Tarey Sarey Ghum Mujhey Mohtrum Terey Baad Bhi

Tarey Gham Se Hai Meri Her Khushi Mein Vaqar Sa
Marey Haal Pe Terey Hain Karum Terey Baad Bhi
Barrey Muztarib Marey Rastey Terey Baad Bhi
Barrey Pur-Sukoon Hain Marey Qadum Terey Baad Bhi

Marey Saath Hi Meri Her Khushi Teri Muntazir
Teri Muntazir Meri Chashm-e-Ghum Terey Baad Bhi
Terey Saath Thi Meri Dast-Rus Mein Jo Roshni
Fakut Ek Pal Kabi Subh-e-Dum Terey Baad Bhi

Tujhey Jaan-e-Ghum Jo Kaha Kabi Tu Ghalut Kaha
Meri Zindgi Ke Javan Hain Ghum Teray Baad Bhi
Tujhey Pass Ahd-e-Wafa Raha Marey Saath Kub?
Mujhey Jaan Se Barrh Ker Tera Bharum Terey Baad Bhi

Marey Baad Kitney He Roop Tu Ne Badal Liye
Main Vohi Hon Abb Bhi Teri Kasum Terey Baad Bhi
Tu Kisi Ke Qalib-e-Aarzoo Mein To Dhul Gaya !
Main Na Ho Saka Kabi Khud Main Zumm Terey Baad Bhi

Teri Aahton Ka Ghudaaz Tha Mera Hum-Safar
Yehi Ek Ghumaan Mera Hum-Qadum Terey Baad Bhi
Tu Chala Gaya Sabhi Qeh-Qahoon Ko Samait Ker
Marey Pass Hai Mera Zurf-e-Ghum Terey Baad Bhi
Back to top Go down
sahil_kinara

sahil_kinara


Number of posts : 173
Registration date : 2008-02-28

~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Empty
PostSubject: Re: ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~   ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Icon_minitimeFri Mar 07, 2008 9:58 am

Lamha Tere Yaad Ki Khushbo Hay Meray PassIs Shehar Main Tanha Hon Magar Tu Hay Meray Pass Jis Shakal Ko Chahon Tere Soorat Main Badal DoonYeh Husan_e_Tasawar Hay K Jado Hay Meray PassRakhta Hay Sada Jo Mere Raton Ko Mua’atarWho Teray Badan Ka Gul_e_Khushbo Hay Meray PassKia Mujh Ko Pasand Aaian Gay Is Shehar K NaghmayTu Hay Mere Koyal Tere Koko Hay Meray PassKyon Thamon Ga Main Janan Kisi Aur Ki BanheinPaihnay Huay Kangan Tera Bazo Hay Meray PassJab Chahon Qateel Us K Nagar Tak Mujhay Lay JayeiSochon Ka Chamakta Hua Jugno Hay Meray Pass…!
Back to top Go down
Hasham

Hasham


Number of posts : 1335
Location : Kuwait
Registration date : 2008-01-02

~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Empty
PostSubject: Re: ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~   ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Icon_minitimeFri Mar 07, 2008 11:27 pm

Nakam HaSratOun K Siwa Kuch Nhe Rha
dUnya Mein Ab dUkhOn K Siwa kUch Nhe Rha

Eik Umar Ho Gaii hAi K Dil Ki Kitaab Mein
Kuch KhuShk PatiyOn K Siwa kUch Nhe Rha

YaDien Kuch Is Trah Sey Sama'at Pey Cha Gaien
PiChlii RifaqatOn K Siwa kUch Nhe Rha

Lab Sii Leye To Apnay Hi Kamray mEin yOun Laga
KhamOsh AaiyenOun K Siwa kUch Nhe Rha

JazBay Tamam Kho Gaye LafzOun Ki dhOol Mein
Ab Dil Mein DharknOun K Siwa Kuch Nhe Rha
Back to top Go down
Hasham

Hasham


Number of posts : 1335
Location : Kuwait
Registration date : 2008-01-02

~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Empty
PostSubject: Re: ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~   ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Icon_minitimeFri Mar 07, 2008 11:28 pm

Ab Jo Eik Hasrat-e-Jwanii Hai
Umar-e-Rafta Ki Yeh Nishanii Hai

Khaak Thii Moujzan Jhaan Mein Aur
Ham Ko Dhoka Yeh Tha K Pani Hai

Giriyaa Har Waqat Kaa Nhien Behech
Dil Mein Koii Gham E Nihaanii Hai

Hum Qafas Zaad Qaidi Hain Warna
Taa Chaman Para Fashaanii Hai

Yaa.N Huye 'Meer' Ham Baraabar-E-Khaak
Vaa.N Vahii Naaz-O-Sargiraanii Hai
Back to top Go down
sahil_kinara

sahil_kinara


Number of posts : 173
Registration date : 2008-02-28

~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Empty
PostSubject: Re: ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~   ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Icon_minitimeSat Mar 08, 2008 8:21 am

Tum to kehti the main ayungi her gali har darwaze ke peeche

phir kyo nahi aaye mere janaze ke peeche

isper larki boli: ha main kehti thi main aayungi har gali har darwaze ke peeche

per tum hi ne mur kar nahi dekha ek aur janaza tha tere janaze ke peeche
Back to top Go down
AMAN




Number of posts : 2856
Registration date : 2007-11-30

~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Empty
PostSubject: Re: ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~   ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Icon_minitimeSun Mar 09, 2008 9:04 pm

Great sharing everyone !!

Tum bhi Khafaa ho log bhi beraham hain dosto
Ab ho chalaa yaqein ke burey ham hain dosto

Kis ko hamaarey haal se nisbat hai kyaa karein
Aankhein tu dushmanoun ki bhi purnam hain dosto

Apane siwaa hamaarey na hone kaa Gham kise
Apani talaash mein tu ham hi ham hain dosto

Kuchh aaj shaam hi sey hai dil bhi bujha bujha
Kuchh sheher ke chiragh bhi maddham hain dosto

Is shahar-e-aarazuu se bhi baahar nikal chalo
Ab dil ki raunaqein bhi koi dam hain dosto

Sab kuchh sahi 'Faraz' par itanaa zaruur hai
Duniyaa main aisey log bahut kam hain dosto
Back to top Go down
farwa

farwa


Number of posts : 2342
Age : 36
Location : Äриί ĐūήіŸá MėıЙ
Registration date : 2008-01-12

~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Empty
PostSubject: Re: ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~   ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Icon_minitimeMon Mar 10, 2008 3:39 pm

Hasti ko dosti mein fana kon karay ga

Ye faraz zamanay mein ada kon karay ga


Hathoo ki lakeeroon ko zara dekh najoomi

Ye daikh meray sath vafa kon karay ga
Back to top Go down
Hasham

Hasham


Number of posts : 1335
Location : Kuwait
Registration date : 2008-01-02

~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Empty
PostSubject: Re: ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~   ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Icon_minitimeTue Mar 11, 2008 1:05 am

Nice addition aman and janab farwa G
Back to top Go down
Bheege-Yaadein
Super Moderator
Super Moderator
Bheege-Yaadein


Number of posts : 4782
Age : 36
Registration date : 2007-11-26

~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Empty
PostSubject: Re: ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~   ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Icon_minitimeThu Mar 13, 2008 6:52 pm


Aankhon mein aansu aa jaate hain
Phir bhi labo pe hansi rakhni padti hai
Yeh mohabbat bhi kya cheez hai yaaron
Jisse karta hain useese chupani padti hai
Back to top Go down
http://www.apnaforums.forumotion.com
waqar hussain
Admin
Admin
waqar hussain


Number of posts : 9251
Registration date : 2007-11-24

~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Empty
PostSubject: Re: ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~   ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Icon_minitimeFri Mar 14, 2008 7:31 am

bohaat hee zabardast saab ki hee posting bohaat kamal ki hai jawab nahi app logon ki sharing ka
Back to top Go down
Laila

Laila


Number of posts : 631
Location : Earth...
Registration date : 2008-02-26

~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Empty
PostSubject: Re: ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~   ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Icon_minitimeFri Mar 14, 2008 3:07 pm

CHODO BHI GUSSA ZARA MUSKURAO NA,
JO HO GAYA HAI USE BHOOL JAO NA.
JAO JI JAO YEH BAATIEN BANAO NA,
TUM TO BADE VOH HO MUJHKO JALAO NA.
MERI GALATIYON KO MAAF KIJIYE,
PEHALE APNA DIL SAAF KIJIYE,
ACHHA BAABAA AB HANS BHI DIJIYE
Back to top Go down
http://www.fari.acnrep.com
FIVE FOUR FIVE - 545
Regular Member
Regular Member
FIVE FOUR FIVE - 545


Number of posts : 2311
Location : DOHA
Registration date : 2008-02-25

~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Empty
PostSubject: Re: ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~   ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Icon_minitimeSat Mar 15, 2008 10:39 am

Kitni wabasta hain yaadein tere naam ke saath
Kaanton per bhi neend aa jati hai bare aaram ke saath...
Back to top Go down
krazzy03




Number of posts : 1
Registration date : 2008-03-15

~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Empty
PostSubject: Re: ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~   ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Icon_minitimeSat Mar 15, 2008 2:48 pm

nice : hum na hote to app ko gaye hote apni zindagi se ruswa ho gaye hote yeh to apko Goodnite kehne k liye jaag rahe hai warna hum to kab k soh gaye hote Smile
Back to top Go down
http://www.lovelysms.com
farwa

farwa


Number of posts : 2342
Age : 36
Location : Äриί ĐūήіŸá MėıЙ
Registration date : 2008-01-12

~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Empty
PostSubject: Re: ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~   ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Icon_minitimeSun Mar 16, 2008 7:35 am

Kaun se Dukh ki baat karien

Tum to bas ek hi dukh poochtay ho
kaun se dukh ki karein baat zara ye to bataa

mausmon sard hawaon ki masihaai ka dukh
raah ki dhool mein bikhri huii binaai ka dukh

sung ke shehar mein khud dukh se shanasaai ka dukh
ya kisi bheegti barsaat mein tanhai ka dukh

kaun se dukh ki karien baat ke dil ka daryaa
itni tughyaani ki zadd par hay ke kuch yaad nahi

kab hamein bhool gia kaun se harjaai ka dukh
tum to bas ek hi dukh poochtay ho
Back to top Go down
Sponsored content





~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Empty
PostSubject: Re: ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~   ~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~ - Page 6 Icon_minitime

Back to top Go down
 
~*~*~ App Ki Pasand ~*~*~
Back to top 
Page 6 of 10Go to page : Previous  1, 2, 3, 4, 5, 6, 7, 8, 9, 10  Next

Permissions in this forum:You cannot reply to topics in this forum
 :: Bazm-e-Adab :: shair o shairi-
Jump to: