Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.



 
HomePortalSearchLatest imagesRegisterLog in

 

 Parte Raho Nimaaz

Go down 
+6
palkain
Lamhe
Afsana
AMAN
farwa
Bheege-Yaadein
10 posters
AuthorMessage
Bheege-Yaadein
Super Moderator
Super Moderator
Bheege-Yaadein


Number of posts : 4782
Age : 36
Registration date : 2007-11-26

Parte Raho Nimaaz Empty
PostSubject: Parte Raho Nimaaz   Parte Raho Nimaaz Icon_minitimeTue Dec 25, 2007 6:52 am

Ek din aye momino tumhein merna zaroor hai
perhtey raho namaz yeh kol-e-rasool hai

perhtey raho namaz to chehrey pe noor hai
perhtey nahin namaz to apna kasoor hai
apney kiye ki app saza jald pao gay
sedhey aye be-namazi jahanam mein jao gay
jab hogi hasher (judgement day) takht pe bethey ga kibriya(Allah)
us waqt kiya kaho gay tumhein aye gi haya
sharam-o-haya se us ghari ser ko jhokayo gay
jannat to kiya milley gi .. jahanam mein jao gay
tauba kero khuda ra namazein perha kero
mat kero fareb.. jhoot se her dam bacha kero
masjid khuda ka gher hai ibadat ka kaam hai
dunya ka kaam kerna to mutlaq haraam hai
perhtey hain jo namaz jam'at se serbaser
tayar ker rahey woh jannat mein apna gher

ek roz momino tumhein merna zaroor hai
perhtey raho namaz yeh kol-e-rasool hai

bakshaiyein gay khuda se ussey shah-e-behrober
muslim mein aur bukhari mein likhi hai yeh khabar
jo tark ki namaz to woh naas ho gaya
jis ney parha namaz ko woh pak ho gaya
perhtey raho namaz to behter yeh kaam hai
deen-e-rasool pak ka is pe kayam hai
met khao sood .. sood ka khana haraam hai
bus yeh dua khuda se meri subuh shaam hai
paband be-namaz ko kerdo namaz ka
aur is ke dil mein shauq hai bher do namaz ka
naraz apni biwi se hotey ho her ghari
kehtey ho kaam uss ko khoob rooz her ghari
us ko bhi namaz sikhai koi ghari
tum se nikah ker ke museebat mein hai pari
dekho namaz perhna na us ko sikhao gay
biwi ke saath khudh bhi jahanam mein jao gay

ek roz momino tumhein merna zaroor hai
perhtey raho namaz yeh kol-e-rasool hai

aye momino namaz ko kerna na tuma kaza
qur'an mein yeh saaf kehta hai kibriya
merney ke baad hasher mein dulha banai gi
sehra nijad ka yeh hi ser pe sajayein gi
dekho ke kaisey kaisey ibadat namaz hai
bholey na mertey dam bhi woh naimat namaz hai

ek roz momino tumhein merna zaroor hai
perhtey raho namaz yeh kol-e-rasool hai

aye mominon namazein khuda se milayein gi
merney ke baad gulshan-e-jannat bulaein gi
khaliq se tum ko roz-e-jaza bakshwaein gi
jannat mein saath apney tumhein le ke jaein gi
sari ibadaton mein ibadat namaz hai
aye momino yeh deen ki dolat namaz hai
jo kuch ke mertaba tha bataya namaz ka
ho we ga ser per hasher mein saya namaz ka
mazboot pakrey haath se paya namaz ka
yeh mertaba khuda ney banaya namaz ka
perh lo namaz dil se to ho jao gay walli
khol jaey gi phir app ke dil ki kali kali

ek roz momino tumhein merna zaroor hai
perhtey raho namaz yeh kol-e-rasool hai

taufeeq de yeh mujh ko tu aye merey kibriya
kerta rahoon namaz ki tableeg ja ba ja
kerta rahoon namaz ki tableeg ja ba ja
kerta rahoon namaz ki tableeg ja ba ja
Back to top Go down
http://www.apnaforums.forumotion.com
farwa

farwa


Number of posts : 2342
Age : 36
Location : Äриί ĐūήіŸá MėıЙ
Registration date : 2008-01-12

Parte Raho Nimaaz Empty
PostSubject: Re: Parte Raho Nimaaz   Parte Raho Nimaaz Icon_minitimeSun Jan 27, 2008 1:44 pm

JAZAKALLAH nice sharing yaadein..
Back to top Go down
AMAN




Number of posts : 2856
Registration date : 2007-11-30

Parte Raho Nimaaz Empty
PostSubject: Re: Parte Raho Nimaaz   Parte Raho Nimaaz Icon_minitimeMon Jan 28, 2008 6:42 am

Very Good sharing jii
Back to top Go down
Afsana
VIP Member
VIP Member
Afsana


Number of posts : 5268
Registration date : 2007-11-27

Parte Raho Nimaaz Empty
PostSubject: Re: Parte Raho Nimaaz   Parte Raho Nimaaz Icon_minitimeTue Jan 29, 2008 1:00 pm

jazak ALLAH
Back to top Go down
Lamhe
Co-Admin
Co-Admin



Number of posts : 4991
Age : 39
Registration date : 2007-12-04

Parte Raho Nimaaz Empty
PostSubject: Re: Parte Raho Nimaaz   Parte Raho Nimaaz Icon_minitimeSun Feb 03, 2008 3:40 am

JazakAllah.. bahot achi bheegi
Back to top Go down
Bheege-Yaadein
Super Moderator
Super Moderator
Bheege-Yaadein


Number of posts : 4782
Age : 36
Registration date : 2007-11-26

Parte Raho Nimaaz Empty
PostSubject: Re: Parte Raho Nimaaz   Parte Raho Nimaaz Icon_minitimeSun Feb 03, 2008 8:18 am

Thanx 2 All
Back to top Go down
http://www.apnaforums.forumotion.com
palkain




Number of posts : 273
Registration date : 2008-02-22

Parte Raho Nimaaz Empty
PostSubject: Re: Parte Raho Nimaaz   Parte Raho Nimaaz Icon_minitimeFri Feb 22, 2008 6:03 pm

JAZAKALLAH
Back to top Go down
rose pari

rose pari


Number of posts : 2842
Location : garland of rosess
Registration date : 2007-12-11

Parte Raho Nimaaz Empty
PostSubject: Re: Parte Raho Nimaaz   Parte Raho Nimaaz Icon_minitimeTue Feb 26, 2008 10:48 am

jazaak ALLAH


SUBHAAN ALLAH
Back to top Go down
waqar hussain
Admin
Admin
waqar hussain


Number of posts : 9251
Registration date : 2007-11-24

Parte Raho Nimaaz Empty
PostSubject: Re: Parte Raho Nimaaz   Parte Raho Nimaaz Icon_minitimeThu Feb 28, 2008 4:09 am

JAZAK ALLAH
Back to top Go down
FIVE FOUR FIVE - 545
Regular Member
Regular Member
FIVE FOUR FIVE - 545


Number of posts : 2311
Location : DOHA
Registration date : 2008-02-25

Parte Raho Nimaaz Empty
PostSubject: Re: Parte Raho Nimaaz   Parte Raho Nimaaz Icon_minitimeThu Apr 10, 2008 1:13 pm

taufeeq de yeh mujh ko tu aye merey kibriya
kerta rahoon namaz ki tableeg ja ba ja
kerta rahoon namaz ki tableeg ja ba ja
kerta rahoon namaz ki tableeg ja ba ja

...

JAZAK ALLAH
Back to top Go down
zero zero seven




Number of posts : 189
Age : 34
Location : Dubai
Registration date : 2008-07-02

Parte Raho Nimaaz Empty
PostSubject: Re: Parte Raho Nimaaz   Parte Raho Nimaaz Icon_minitimeThu Jul 03, 2008 2:39 am

mmmmm Kehte hain ke jo namaz nahi parta uss ki misal aisi hai jaise insaan bager sar ke, bec. jab Huzur(saw) khuda se mulaqat karne aasmano per ja rahe the tho waha aap ne deka ke kuch aadmi hain woh kare hain or phir ek zor ka pattar un ke ssaron se takrata hi or un ka sar un ke badan se alag hota hai or phir sar jorata hai or phir waisa hota hai
SO PLZZ NAMAZ PARO KE ISS MAIN TUMHEN FAIDA HAI
Back to top Go down
Sponsored content





Parte Raho Nimaaz Empty
PostSubject: Re: Parte Raho Nimaaz   Parte Raho Nimaaz Icon_minitime

Back to top Go down
 
Parte Raho Nimaaz
Back to top 
Page 1 of 1
 Similar topics
-
» Tark-E-Nimaaz

Permissions in this forum:You cannot reply to topics in this forum
 :: Deen-e-Mobeen :: Islami Naats & video-
Jump to: