Assalam-o-Alaikum...
Nabi Pak ne farmaya hai k humara dean aasaan hai...agar aap ussko time dain aur learn kerain...
to humara dean bohat aasaan hai...Unhon ne yeh bhi farmaya keh...Asaaniyan paida kerna aur
Mushkil matt kerna...Khush khabri sunanaan...aur nafrat angezi matt kerna...
Hum sabb ko apnain nabi paak kee baaton per amal kerna chahiyae...aur apnain dean ko bhi time daena chahiyae...
yehi life guzarnain ka asal tareeka hai...
Allah jee hum sabb ko khush rakhain... Aameen ...