Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.



 
HomePortalSearchLatest imagesRegisterLog in

 

 AANSOO,,,,,,,

Go down 
+3
*~A Little Wish~*
AMAN
farwa
7 posters
AuthorMessage
farwa

farwa


Number of posts : 2342
Age : 36
Location : Äриί ĐūήіŸá MėıЙ
Registration date : 2008-01-12

AANSOO,,,,,,, Empty
PostSubject: AANSOO,,,,,,,   AANSOO,,,,,,, Icon_minitimeSat Apr 05, 2008 4:25 pm

AANSOO,,,,,,, Rgh1200273208n
Hanste hue, aankhon main kyun aa jaate hain ye aansoo
yun khushi ko adhoora sa bana jaate hain ye aansoo

Dard itna hai saha, khaali ho gaya samandar ashkon ka
Jaane kahan se aankhon main bhar jaate hain ye aansoo

Khush hoon main, koi shikwa zamane se na taqdeer se
Meri iss baat ko jhoota kyun bana jaate hain ye aansoo

Shayad khabar hai in ko bhi kis qadar tanha hoon main
Tanhaayi main mera saath nibha jaate hain ye aansoo !!
Back to top Go down
farwa

farwa


Number of posts : 2342
Age : 36
Location : Äриί ĐūήіŸá MėıЙ
Registration date : 2008-01-12

AANSOO,,,,,,, Empty
PostSubject: Re: AANSOO,,,,,,,   AANSOO,,,,,,, Icon_minitimeSat Apr 05, 2008 4:27 pm

dard ke barre mein hum likh nah payenge
ek aansu baha...to dariya ko rok nah payenge
tumhara daman geela ho jayega
aur sharm se hum kuch bol nah payenge
Back to top Go down
farwa

farwa


Number of posts : 2342
Age : 36
Location : Äриί ĐūήіŸá MėıЙ
Registration date : 2008-01-12

AANSOO,,,,,,, Empty
PostSubject: Re: AANSOO,,,,,,,   AANSOO,,,,,,, Icon_minitimeSat Apr 05, 2008 4:28 pm

Dard ka kisa to kuch yoon ajeeb
Hal os ka Dil he faqat janta hay

Phat raha seena mera es dard se
asal hy jo shay Wahi bas janta hay

Sare ansoo nam tery behty hain
mera Dil darya tamam kahan jata hy

Muhj ko kia Sharam yar ko rony me ab
ye mera muqam hy elzam kaha jata hy
Back to top Go down
AMAN




Number of posts : 2856
Registration date : 2007-11-30

AANSOO,,,,,,, Empty
PostSubject: Re: AANSOO,,,,,,,   AANSOO,,,,,,, Icon_minitimeSat Apr 05, 2008 4:29 pm

Beautiful image as well as poetry !

Tfs Farwa
Back to top Go down
farwa

farwa


Number of posts : 2342
Age : 36
Location : Äриί ĐūήіŸá MėıЙ
Registration date : 2008-01-12

AANSOO,,,,,,, Empty
PostSubject: Re: AANSOO,,,,,,,   AANSOO,,,,,,, Icon_minitimeSat Apr 05, 2008 4:29 pm

Aansoo main na dhondna humhein.
Hum dil main bass jayege.....
Taman na ho agar milne ki.
To bhand aankhon main nazar ayeege.
Lamla lamla waqt guzar jayega.
Chand lamho main daman choot jayega.
Aaj waqt mila hai do baate karlo humse.
Kal kya pata koun appki zindagi main ajayega.
Pass akar sabhi door jate hai.
Hum akele the akele reh jayege.
Dil ka dard kisse dekhai.
Marhum lagane wala zakham de jata hai.
Waqt to humhein bhula chuka hai.
Muqaddar bhula na de.
Dosti dil se hum is liye nahin karte.
Kyun ke darte hai koi phir se na rula de.
Zindagi main humesha naye log milege.
Kahiin zeyaada to kahiin kaam milege.
Eitebar zara soch ke karna.
Mumkin nahin har jaga tumhein hum milege.
Khusboo ki tarah apke pass bikar jayege.
Sukoon ban kar dil main utar jayege.
Mehsos karne ki khoshish to kijiye.
Door hote hue bhi hum pass nazar ayege.....
Back to top Go down
farwa

farwa


Number of posts : 2342
Age : 36
Location : Äриί ĐūήіŸá MėıЙ
Registration date : 2008-01-12

AANSOO,,,,,,, Empty
PostSubject: Re: AANSOO,,,,,,,   AANSOO,,,,,,, Icon_minitimeSat Apr 05, 2008 4:30 pm

shukriya amnao
Back to top Go down
AMAN




Number of posts : 2856
Registration date : 2007-11-30

AANSOO,,,,,,, Empty
PostSubject: Re: AANSOO,,,,,,,   AANSOO,,,,,,, Icon_minitimeSat Apr 05, 2008 4:33 pm

u are welcome and last wali bi very good hay !

Haaye wO WaQt e jUdaaii Kay hUmaray AansOo
Gir Kay Daman Pay Banay Thay jO tUmharay AansOo

Laal o Gohr Kay Khazanay hAin jO Saaray AansOo
kOii AankhOn Say Chura Lay Na tUmhara AansOo

Un Kii AankhOn Mein jO Aaien tO Sitaaray AansOo
Meri AankhOn Mein Agar hOn tO BeCharay AansOo

Daman e Sabr Bhi HaathOn Say Meray ChOot Gya
Ab tO Aan Pohnchay hAin PalkOn Kay Kinaaray AansOo

Meray Thehray hOye AshkOn Ki Haqeeqat Samjho
Kar Rahay hain Kisi tOofaan Kay IShaaray AansOo

Aaj AshkhOn Pey Meray tUm kO Hansi Aatii hAi
tUm tO Kehtay Thay Kabhi In Ko Sitaaray AansOo

Aap Lilaah Meri Fiker Na Kii Jiye HarGiz
Aa Gye hAin yOn Hii Bas ShOq Kay Maaray AansOo

Dil Kay jAlnay Ka Agar Ab bhi Yeh Andaaz Raha
Phir tO Ban jAaien Gey Ik Din Yeh Sahaaray AansOo

Aaj Tak hUm Ko Qalaq hAi Usii Ruswaaii Ka
Beh Gye Thay jO BiCharnay Pey hUmaraay AansOo

Is Qdar Gham Bhi na Dey Kuch Na Rahay Pass Meray
Aisa Lagta hAi K Beh jAaien Gey Saaray AansOo

tUm kO Rim Jhim Ka Nazaara LAga hAi jO Ab Tak
hUm Nay jAltay hOye AankhOn Say Guzaaray AansOo

Meray hOnton Ko tO jUnbish Bhi Na hO Gi Lekin
Shidat e Gham Say jO Ghabra Kay Pukaaray AansOo

In Ko "Nasir" Kabhi AankhOnSay Na GiRnay Daina
Meri AankhOn Mein Unhay Lagtay hAin Pyaaray AansOo
Back to top Go down
*~A Little Wish~*

*~A Little Wish~*


Number of posts : 134
Age : 37
Location : Home sweet home
Registration date : 2008-03-16

AANSOO,,,,,,, Empty
PostSubject: Re: AANSOO,,,,,,,   AANSOO,,,,,,, Icon_minitimeSun Apr 06, 2008 7:10 am

Superb collection by u Farwa..........................U r simply rocking Wink
keep it up

TFS jee
Back to top Go down
sahil_kinara

sahil_kinara


Number of posts : 173
Registration date : 2008-02-28

AANSOO,,,,,,, Empty
PostSubject: Re: AANSOO,,,,,,,   AANSOO,,,,,,, Icon_minitimeSun Apr 06, 2008 9:34 am

very nice shering........g
Back to top Go down
Reem
VIP Member
VIP Member
Reem


Number of posts : 348
Registration date : 2007-11-27

AANSOO,,,,,,, Empty
PostSubject: Re: AANSOO,,,,,,,   AANSOO,,,,,,, Icon_minitimeSun Apr 06, 2008 12:41 pm

bhot khooob
Back to top Go down
waqar hussain
Admin
Admin
waqar hussain


Number of posts : 9251
Registration date : 2007-11-24

AANSOO,,,,,,, Empty
PostSubject: Re: AANSOO,,,,,,,   AANSOO,,,,,,, Icon_minitimeMon Apr 07, 2008 6:39 am

bohaat khoob aman dear
Back to top Go down
Afsana
VIP Member
VIP Member
Afsana


Number of posts : 5268
Registration date : 2007-11-27

AANSOO,,,,,,, Empty
PostSubject: Re: AANSOO,,,,,,,   AANSOO,,,,,,, Icon_minitimeMon Apr 07, 2008 9:05 am

bohot khob
Back to top Go down
farwa

farwa


Number of posts : 2342
Age : 36
Location : Äриί ĐūήіŸá MėıЙ
Registration date : 2008-01-12

AANSOO,,,,,,, Empty
PostSubject: Re: AANSOO,,,,,,,   AANSOO,,,,,,, Icon_minitimeMon Apr 14, 2008 5:20 am

Aana
Aana Meri Kabra Pe Do Phool Chadha Dena
Agar Rona Na Aaye Tow Gam Mein Muskura Dena
Hum Se Hui Bhool Ki Aapki Mehfil Mein Aa Baithe
Zameen Ke Khaak The Aasma Se Dil Laga Baithe


Back to top Go down
farwa

farwa


Number of posts : 2342
Age : 36
Location : Äриί ĐūήіŸá MėıЙ
Registration date : 2008-01-12

AANSOO,,,,,,, Empty
PostSubject: Re: AANSOO,,,,,,,   AANSOO,,,,,,, Icon_minitimeMon Apr 14, 2008 5:21 am

In aankho me aansu aaye na hote,
tum jo peeche mud kar muskuraye na hote,

chale gaye zindagi se yun kuch bhi na bolkar,
keh dete to yun sapne sajaye na hote,

sau aansuon ke badle mujhe khushi hi de dete,
to aaj yun gham ke baadal chhaye na hote,

gar hota pata mohabbat ki raho me,aise bhi mod aayenge,
to humne chahkar bhi kabhi yeh raste apnaaye na hote,

mere ashko ko tumne mehez paani karaar de diya,
pata hota to aaj yun motiyon ke sailaab bahaye na hote,

tumhare jaane ke baad pal-pal ye gham hota hai,
ki meri zindagi me kaash........tum kabhi aaye na hote........
Back to top Go down
farwa

farwa


Number of posts : 2342
Age : 36
Location : Äриί ĐūήіŸá MėıЙ
Registration date : 2008-01-12

AANSOO,,,,,,, Empty
PostSubject: Re: AANSOO,,,,,,,   AANSOO,,,,,,, Icon_minitimeMon Apr 14, 2008 5:22 am

Dil ka Zakhm Zuban par laaya nahin Karte,
Hum apni Aankhon se Aansoo bahaya nahin Karte,
Zakhm Kitne hi Gehre kyon na ho,
Hum apne Honton se Muskurahat hataya nahin Karte.
Back to top Go down
AMAN




Number of posts : 2856
Registration date : 2007-11-30

AANSOO,,,,,,, Empty
PostSubject: Re: AANSOO,,,,,,,   AANSOO,,,,,,, Icon_minitimeMon Apr 14, 2008 7:14 am

Good hain ^^ tfs
Back to top Go down
Sponsored content





AANSOO,,,,,,, Empty
PostSubject: Re: AANSOO,,,,,,,   AANSOO,,,,,,, Icon_minitime

Back to top Go down
 
AANSOO,,,,,,,
Back to top 
Page 1 of 1
 Similar topics
-
» Faqt humari talb AANSOO hi thary hain..., ek kahani

Permissions in this forum:You cannot reply to topics in this forum
 :: Bazm-e-Adab :: shair o shairi-
Jump to: