Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.



 
HomePortalSearchLatest imagesRegisterLog in

 

 *Ek achi baat*

Go down 
3 posters
AuthorMessage
farwa

farwa


Number of posts : 2342
Age : 36
Location : Äриί ĐūήіŸá MėıЙ
Registration date : 2008-01-12

*Ek achi baat* Empty
PostSubject: *Ek achi baat*   *Ek achi baat* Icon_minitimeSun Jun 08, 2008 5:08 am

Ek Achi baat



Hazrat Moosa (AW) Ne Allah Se Arz Kia :-

Ya Allah KIA hi acha hota ke dunya me 4 cheezen na hoti

(1) Zindagi hoti maut Na hoti
(2) Sehat hoti bemaari Na hoti
(3) Daulat hoti tangdasti Na hoti
(4) Jannat hoti doozakh nahoti

GHAIB SE AWAZ AAEE:-

(1) Agar zindagi hoti maut Na hoti to mera deedaar kaise hota
(2) Sehat hoti bemaari Na hoti to mujhe kon yaad karta
(3) Doulat hoti tangdasti Na hoti to mera shukar ada kon karta
(4) Jannat hoti doozakh Na hoti to mere azaab se kon darta


Qayamat ka ek din 50 hazar saal ka hoga yani 1namaz QAZA 2crore 88 lakhs saal Jahanum mein (namaz qaza karne se itni badi saza hai toh socho namaz nahi parne se kitna AZAAB hoga) Ye sab logon ko bhejo agar kisi ko bhi hidaayat mil gayi to qayamat tak sawab milayga Aur shayad yehi kaam jo ke 1 minute se ziada nahi lega tumhari maghfirat ka bahana ban jaye
.....
Back to top Go down
FIVE FOUR FIVE - 545
Regular Member
Regular Member
FIVE FOUR FIVE - 545


Number of posts : 2311
Location : DOHA
Registration date : 2008-02-25

*Ek achi baat* Empty
PostSubject: Re: *Ek achi baat*   *Ek achi baat* Icon_minitimeWed Jul 02, 2008 11:09 am

JAZAKALLAH KHAIR
Back to top Go down
rose pari

rose pari


Number of posts : 2842
Location : garland of rosess
Registration date : 2007-12-11

*Ek achi baat* Empty
PostSubject: Re: *Ek achi baat*   *Ek achi baat* Icon_minitimeThu Jul 03, 2008 11:26 am

jazaak ALLAH NICE SHARING SIS
Back to top Go down
Sponsored content





*Ek achi baat* Empty
PostSubject: Re: *Ek achi baat*   *Ek achi baat* Icon_minitime

Back to top Go down
 
*Ek achi baat*
Back to top 
Page 1 of 1
 Similar topics
-
» Eik bAaT kahOn agAr suNte hO
» yeh baat samaj main ahey nahi
» Baat nikle tu phir door taluk jayege

Permissions in this forum:You cannot reply to topics in this forum
 :: Deen-e-Mobeen :: Islamic Teachings According To Qur'an & Ahadith-
Jump to: